DON say 1 : Don ke dushman ko hamesha yeh baat yaad rakhni chahiye...ke Don kabhi kuch nahi bhulta.
DON say 2 : Don ke samne aadmi ke pass sirf do raaste hote hain..mann jaye ya mar jaye...jaisi uski marzi.
DON say 3 : Takat ek nasha hai, aur main uss nasha banane wali factory ka ek lauta malik hoon.
DON say 4 : Mujhe logon ka khoon karne ka koi shauq nahi...wohi mujhe majbur kar dete hai.
DON say 5 : Kisne kaha ke chamatkar nahi hote...zaara mujhe kareeb se dekho.
DON say 6 : Don aadmi ka naam bhool sakta hai...lekin yeh nahin bhulega ki usse dafnaya kaha tha.
DON say 7 : Mujhe andhera pasand hai...tumhare aane wale kal ki yaad dilata hain.
DON say 8 : Don ke dushman, Don ke haaton mar ne ke liye hi paida hote hai.
DON say 9 : Don apne doston ko haal puche ya na puche...apne dushmano ki khabar hamesha rakhta hain.
DON say 10 : Don ko pakanda mushkil hi nahin, namumkin hai