Magical moments and a story of sacrifice
Lyrics:
Aankhon mai jo
Sapne thay saaray
Humaray tumharay
Khafa hogaye
Khafa hogaye
Jhooti hain yeh
Duniya ki batain
Yaqeen jo kiya tou hum
Fanaa hogaye
Fanaa hogaye
Maula meray Maula mujhe dard jo mila hai
Karday karam bhi tu ataa
Kaise mai bhulaun
Meri rooh mai basa hai tu
Karday koi tou mojza
Diye mai jalawan teray he darr pe
Meri har tamanna ka hai raazdar tu
Maula mujhko hai tera hi sahara
Maula mujhko hai tera hi sahara
Maula mujhko hai tera hi sahara
Teray karam ka ishara
Ankhon mai meray paani
Teri talab hai behisaab
Kaise bhula dun tumhe
Ishq mai teray lutt gaya
Sohna sajan mera
Nadiyaan kay paar hai
Aur mai hun ghum se nidhaal
Shorida sa
Teray hi darr pe
Meri har tamanna ka hai raazdar tu
Maula mujhko hai tera hi sahara
Maula mujhko hai tera hi sahara
Maula mujhko hai tera hi sahara
Teray karam ka ishara
Raastey kho gaye
Raabtey bhi na thay
Chor ke jag yeh saara
Yunhi chal diye
Na hi riwayatain
Na hi koi fikar
Ban ke be raaghi chal diye
Maula mujhko hai tera hi sahara
Maula mujhko hai tera hi sahara
Maula mujhko hai tera hi sahara
Teray karam ka ishara