Is video ma hum 19th Ramzan k roza ki ibadat k bary ma janye gy or ye samjhny ki khusish kary gy keise hum is baberkat mAh ma ziyada se ziyada Ibadat kar k Allah ko Razi kar sakty hy.