Duniya ka aik aisa mulk bhi hai jahan sonay ki barish hoti hai aur jahan koi ghreeb nahi paya jata. Iss mulk ka naam hai brunei Darussalam jo duniya ka ameer tareen mulk kehlata hai. Brunei 1 January 1984 ko bartaniyah se aazad hua 1999 se 2008 ke doran is ski mashi shrah 56% rahi jis ki wajah se bruenai ab aik sanati riyasat ban chukka hai. Iss ki dolat ka bara hissa tail or qudrti gas se hasil kiya jata hai.