Mujh mein kitne raaz hain batlaun kya By Rahat Indori urdu shayari shayry shayri Shayari360

2020-01-29 60

Mujh mein kitne raaz hain batlaun kya
Band ek muddat se hoon khul jaun kya
Aajazi, minnat, khushamad, iltijaa
aur mein kya kya karun, mar jaun kya
By Rahat Indori urdu shayari shayry shayri Shayari360