ऐसे करते हैं सफल लोग अपने दिन की शुरुआत/Morning Habits/AS Motivation/Avish Singh

2020-01-05 4

ऐसे करते हैं सफल लोग अपने दिन की शुरुआत/Morning Habits/AS Motivation/Avish Singh
ye baat 100% sure h ki ager hm apni adton ko bdal de , achhi achhi adto ko apnaye to aapki life me safalta aayegi nhi balki saltaa daur aayega . Aap jis baat k liye determine ho gye na vo kaam complete krke hi chhodenge .
Ager hm apne din ki shuruvaat achhi bna ke to uska aser poore din pr dikhayi deta h .
Is video k madhyam se abhi learners ko is duniya k jitne bhi mahan vyakti hue h unme ye 6 aadte common paayi gyi . yhi 6 habits is video ko mahatvpoorn bnati hn . #ASMotivation
These important habits are
1. Silence
2.Determination
3.Imagination
4.Exercise
5.Reading
6.Writing
mera khud ka anubhav rha h in adaton ko leker , imagination aadi empty mind se krne k baad ye samajhiye aap vastav me aap apni aim ki duniya me jine lgte h , palak jhapakate hi aap apne aim k paas hote h, aur jb palake kholte h to reality dikhti h lekin jb poore din ka aser rhta h to hm apne k liye jine k liye man se majboot ho jaate h ,phir koi bhi kaam hm man se karne lgte hn . aur jahan aap achhe vicharo ki reading ki duniya k karib ho , jha exercise aapko roj sfoorti aur physically strong bnati ho , aur jha silence aur meditation aapko aim -centroid rkhte ho, aur strong will determination ho to mujhe nhi lgta ki aapko ty kiye gye lakshya ko paane se koi rok skta h .
#hindimotivation, #hindimotivationvideo,#successtips,#success, #changeyourhabits
AS Motivation is always with u
isi trh AS Motivation se jude rhe dhanyawad .

Videos similaires