Muhammad Shaikh ke zatee zindagi ka jabal e Noor sey ghair mamooli taalluq - 2/10 - Jabal e Noor

2019-10-17 1

Muhammad Shaikh ke zatee zindagi ka jabal e Noor sey ghair mamooli taalluq - 2/10 - Jabal e Noor / Roshni ka Pahar

Quran kya kehta hey

Mukhtalif mazahib sey munsalik paharon ka tarruf - 1/10 - Jabal e Noor / Roshni ka Pahar
https://youtu.be/WFiVcHu2WTA
Muhammad Shaikh ke zatee zindagi ka jabal e Noor sey ghair mamooli taalluq - 2/10 - Jabal e Noor / Roshni ka Pahar
https://youtu.be/HPOyirDutTo
Kia Allah nay pahar ko tukrey tukrey kar kay usay khaime ke shakal mei nahi bana diya? - 3/10 - Jabal e Noor / Roshni ka Pahar
https://youtu.be/0b5RsZET_ho
Kia Quran pahar per naazil kiya gaya? - 4/10 - Jabal e Noor / Roshni ka Pahar
https://youtu.be/qGNzpmJRPoc
Kia Allah aasmano aur zameen ka noor / roshni nahi hai? - 5/10 - Jabal e Noor / Roshni ka Pahar
https://youtu.be/JJ068lgaWZ8
Kia tur e seena aman walay bald mei nahi hai? - 6/10 - Jabal e Noor / Roshni ka Pahar
https://youtu.be/HOLxzbHeR2k
Moosa pbuh ketni baar hajj karnay kay liye Mecca aaey? - 7/10 - Jabal e Noor / Roshni ka Pahar
https://youtu.be/Nfz-sRnH_s4
Kia Allah nay Mecca ko but parasti sey mehfooz nahi kiya? - 8/10 - Jabal e Noor / Roshni ka Pahar
https://youtu.be/qur9A4AIke4
Wo chaalees raatain konsi hain jinka Allah nay Moosa pbuh sey waada kiya? - 9/10 - Jabal e Noor / Roshni ka Pahar
https://youtu.be/jYow9EoKweA
Allah nay Moosa pbuh ko aik shakhs kay qatal ki saza kyon nahi dee? - 10/10 - Jabal e Noor / Roshni ka Pahar
https://youtu.be/Ba_bifaOTnc

Isi wajah se dunya ke bohat se insani mazahib mein paharon ko bohat ahmiyat hasil hai jis ke peechey ye tasweer mojood hai ke shayad pahar par charh kar Allah se baat cheet ki jasakti hai aur iss ka qurb hasil ho sakta hai - Iss dars mein na sirf mukhtalif tarha ke paharon ki hiyat aur inn ke mukhtalif rangon ki aqsaam ka zikr kiya gaya hai aur ye bhi bataya gaya hai ke kaun se makhsoos pahar mukhtalif mazahib mein ahmiyat ka darja rakhte hein balke ye bhi wazahat ki gai hai ke Quran mein Allah ne aik khas pahar ka bhi zikr kiya hai jo aik Rasool ki shakhsiyat ke waqia ke saath munsalik hai. Ye pahar Jabl e Noor / Roshni ke pahar ke naam se jana jata hai aur isi pahar par Ghar e Hira bhi hai. Quran ki ayaat ke mutabiq ye pahar kiya ahmiyat rakhta hai aur iski makaniyat kahan hai aur iss ka sahi tasawur aur nazarya kya hai iske liye dars dekhna lazmi hai.

- اسی وجہ سے دنیا کے بہت سے انسانی مذاہب میں پہاڑوں کو بہت اہمیت حاصل ہے جس کے پیچھے یہ تصور موجود ہے کہ شاید پہاڑ پر چڑھ کر اللہ سے بات چیت کی جا سکتی ہے اور اس کا قرب حاصل ہو سکتا ہے - اس درس میں نہ صرف مختلف طرح کے پہاڑوں کی ہیئت اور ان کے مختلف رنگوں کی اقسام کا ذکر کیا گیا ہے اور یہ بھی بتایا گیا ہے کہ کون سے مخصوص پہاڑ مختلف مذاہب میں اہمیت کا درجہ رکھتے ہیں بلکہ یہ بھی وضاحت کی گئی ہے کہ قرآن میں اللہ نے ایک خاص پہاڑ کا بھی ذکر کیا ہے جو ایک رسول کی شخصیت کے واقعہ کے ساتھ منسلک ہے - یہ پہاڑ جبل نور / روشنی کے پہاڑ کے نام سے جانا جاتا ہے اور اسی پہاڑ پر غار حرا بھی ہے - قرآن کی آیات کے مطابق یہ پہاڑ کیا اہمیت رکھتا ہے اور اسکی مکانیت کہاں ہے اور اس کا صحیح تصور اور نظریہ کیا