ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Subscribe our channel
https://www.youtube.com/channel/UCldl9uAUixiQvtnEtlRKfjw
Like our facebook page
https://www.facebook.com/Azadari-PK-Official-3237535615
Follo dailymotion
https://www.dailymotion.com/azdaripkofficial
Like
Comment
Share
#azadaripkofficial
Reciters & Composed : Asif Raza Khan - feat. Hasnain Mehdi (Intro)
Written By: Irfan Nagri
Audio: Tirmah Zaidi (Karachi)
Backing Vocals: Hasnain Mehdi - Kamran Raza Khan - Asif Raza Khan
Video Camera & Lighting Team : Farhan Zahid - Usman Ghafar and Team (Media Line)
Edit & Animation : Irfan Raza
Directed By: Kamran Raza Khan
Post: Panjtan Media Production
English Translation: Syed Habib Ullah
Islamic Date | Muharram Hijri 1441H
Album | 2019 / 1441H
lyrics:
Alam E Arwah Mai Ek Mehfil Sajhe
Jaha Parwardigar Ke Har Payambar Ki Roh Mojood Te
Muhammad(SAW) Or Ahlebait(AS) Bhi Waha Mojood Tae
Es Mehfil Mai Allah Ki Awaz Ati Hai
Koun Hai Tum Mai Se Jo Mere Imtehan Mai Pora Utre
Tamam Anbiya(AS) Or Farishte Mojood Hone Ke Bawajod Koi Apna Sar Na Utha Saka…!
Sar Apna Uta Kar Sarwar Ne Allah Se Ye Farmaya
Dene Ko Kasoti Aye Malik Tayar Hai Zahra(sa) Jaiya
Allah Ne Kaha Phir Choudna Hoga Saat Mai Leykar Kunba
Abad Tumhe Karna Hoga Phir Dasht E Bala Ka Sehra
Qasim(as) Sa Jawan Tum Ko Douge Asghar(as) Ko Lagega Naiza
Ek Bhai Ka Lasha Hoga Padha Maqtal Mai Kinare Darya
Sarwar Ne Ye Batain Suon Ke Jawaban Rab Se Kaha Ek Jumla
Es Hal Mai Bhi Shukar Ka Pora Kar Ke Rahonga Sajda
Ye Baat Soun Kar Tamam Rohain
Malak Payambar Yaha Talak Khud Khuda Ne Di Ye Sada…!
Bahadur Hussain
1. Bahaduri Ki Ye Dastan Hai Or Eska Markaz Hai Karbala
Ye Karbala Tou Khuda Ki Janib Se Azmaish Ki Hai Jaga
Bohot Payambar(SAW) Yaha Se Guzre Yaha Pe Koi Na Reh Saka
Kesi Se Bhi Imtehan E Khaliq Yaha Pe Takmeel Na Houwa
Ye Hosila Bas Hussain(as) Ka Taa
Jo Saat Leykar Tamam Kunba Chala Ba Soey Bala
Bahadur Hussain
2. Ye Sar Zameen Karb Ki Zameen Tee Esi Liye Tee Ye Karbala
Esi Liye Tou Hodoud Karbal Mai Rab Se Laite Tae Sab Pana
Magar Hussain(as) Ibn e Murtaza(as) Ne Nizam Fitrat Badal Diya
Ke Karb Ki Ye Zameen Jaha Ko Muhaiya Karti Hai Shifa
Ye Kam Zahra(sa) Ke Chain Ka Hai
Ye Mujiza Bas Hussain(as) Ka Hai
Pukari Karbobala
Bahadur Hussain(AS)
3. 72 Afrad Ko Bita Kar Hussain(AS) Ne Daiko Kiya Kaha
Chargh Sheh Ne Bujha Diye Satiyo Ko Phir Alvida Kaha
Yaha Talak Sat Aagye Ho Hussain(as) Tum Se Raza Kaha
Muqable Mai Ta Jitna Lashkar Hussain(as) Ka Hosila Ye Pa Kar Shikast Man Gaya
Bahadur Hussain(as)
4. Azan E Akbar Se 10 Muharam Ke Din Ka Soraj Tolo Houwa
Abad Talak Aaj Se Jahan Mai Bahaduri Ka Ye Roz Taa
Bahaduri Ye Tee Zinda Rakna Ta Es Jaha Mai Khuda Khuda
Kaho Main Tarekh Ki Zubani Khuda Bachane Ka Roz Taa
Khuda Pareshan Taa Aj Ke Din Hussain(as) Ka Nafs Mutmaen Ta Khuda Ki Kar Ke Sana
5. Khuda Se Jo Jo Kiya Ta Wada Hussain(AS) Ne Kar Diya Wafa
Nehr Kinare Jinab E Ghazi Ke Dono Bazo hoey Juda
Hussain(AS) Ka Beta Bhi