Ghulam Abbas ki gai hui behtreen Filmi ghazalon mein se aik. Qateel Shifai nay kya khoob likhi aur A.Hameed nay chorus voices kay sath khoobsurat knitting ki. Qavi Khan singing on-screen while Aurangzeb's mother Atiya Sharaf (Atiya Khayyam) lies dead in bed. Aik aik shair Qateel sb kay fann ka aaina-daar. Sound recordist koi badbakht tha jis nay 1.song ki pitch ko taiz kiya, 2.Ghulam Abbas ki awaz mein se bass (kharajj) ko cut kiya aur 3.khwahmkhwah ki Echo add ki pooray geet mein. Afsos us jaahil par. Enjoy the pain with me plz.