Asslam O Alikum Dosto, is video mein maine aap ko IP, DNS, STATIC IP or DYNAMIC IP k bary mein bataia hy, kion k aksar internet per ye short forms doston ko samajh nahi aati hain to maine aaj koshish ki ha k mein aap ko aasan alfaaz mein in sare chezon k bary mein samjha paion.Ab aap sabhi ny IP address ya Internet protocol address k bary mein to zroor sona ho ga.To yahan per hamary liye yeh jaanna zrori ha k IP address hota kia ha? iski kia or kion zrorat hoti ha? yeh system kesy bna? or aap ka IP Address k bary mein kia kia jaanna zrori ha? Maine aaj aap ko is video mein IP address ki types k bary mein bhee detail sy bataya ha, jo IPv4 or IPv6 hoti hain, or yeh bhhe clear krny ki koshish ki hy k in dono mein kia difference ha. Dosto mujhe umeed hai k IP Detail Explained ki yeh video aap ko pasand aaye ge.Ager video pasand aiy to Techinfoedu Channel ko Subscribe krna bilkul mat bhholiya ga or Subscribe krny k sath sath video ko Like or apny doston k sath Share krna to bilkul bhee mat bhholiya ga, Hamesha Khush rahain or mujhy apni duaion mein yaad rakhain, Aap ka din accha guzry, ALLAH HAFIZ..................
Subscribe to my channel for more videos like this and to support my efforts.
LIKE | COMMENT | SHARE | SUBSCRIBE