urdu shayari mirza ghalib

2017-04-17 4

Beautiful Urdu shayari by Mirza Ghalib
Mirza Ghalib Ghazal Har Ek Baat Pe Kehte Ho Tum
Mirza Ghalib famous poetry collection in urdu
Har Ek Baat Pe Kehte Ho Tum Ki Tu Kya Hai

Tumhin Kaho Ke Ye Andaz-e-guftugu Kya Hai

Chipak Raha Hai Badan Par Lahu Se Pairahan
Hamari Jaib Ko Ab Hajat-e-rafu Kya Hai

Jala Hai Jism Jahan Dil Bhi Jal Gaya Hoga
Kuredte Ho Jo Ab Rakh, Justuju Kya Hai

Ragon Mein Daudte Phirne Ke Hum Nahin Qayal
Jab Aankh Hi Se Na Tapka To Phir Lahu Kya Hai

Wo Cheez Jis Ke Liye Hum Ko Ho Bahisht Aziz
Siwaye Baada-e-gulfam-e-mushk-bu Kya Hai

Rahi Na Taqat-e-guftar, Aur Agar Ho Bhi
To Kis Umeed Pe Kahiye Ke Aarzu Kya Hai

Hua Hai Sheh Ka Musahib Phire Hai Itrata
Wagarna Shehar Mein 'Ghalib' Ki Aabru Kya Hai

Mirza Ghazlib Urdu Poetry
Mirza Ghalib Ghazal
Ghalib
urdu shayari
urdu mushaira
urdu video
urdu poems
sad shayari
poetry urdu
best poetry ever
best urdu poetry
best ghazal
urdu shayari
poetry in urdu
ghazal
best ghazals
shayari in urdu
sad urdu poetry
urdu sad poetry
poetry in urdu
love shayari
heart touching shayari
heart touching poetry
heart touching ghazal
urdu poetry romantic
urdu poetry sad
sad urdu ghazals poetry
best poetry urdu
urdu and english poetry
old urdu poetry ghazal
sad love sms
popular urdu shayari
great poetry in urdu
sad poetry
ghalib jagjit singh
Sarayy raah jo unsaay nazarr mili,
To naksh dil kay ubharr gayay,
Hum nazarr mila kar jhijhag gayay,
Woh nazarr jhukaa kar chalay gayay ....

Sabnay pahnaa tha baday shaukk se kaagaz ka libaas,
Jis kadarr logg thay baarish me nahaanay walay,
Adal ke tum na humay aas dilaaoo,
Katl ho jatay hain, zanzeer hilanay walay …

Nuktaa chi hai gam e dil, key sunayaa na banay,
Kya baat banay wahan, jahan baat banyay na banay,
Ishq par zorr nahi hai yeh woh attissh Ghalib,
Jo lagaye na lagay bhujhaye na banay ...

Har eik baat pay kehtay ho tum key ‘toh kya hai’ ?
Tumhi kaho key ye andaaz-e-guftguu kya hai ?
Ragon may daudtay firnay kay ham nahi qayal,
Jab aankh hi say na tapkaa to firr lahoo kya hai ?
Is qadarr tora hai mujhaay uss ke be-wafaai nay "ghalib"
Abb koi agarr pyar se bhi daikhaay to bikharr jata hoon mai ...

Kitnaa khouff hota hai shaam kay andheroon mein,
Poonch un parindoo say jin kay gharr nahi hotay ...

Hum toh fanaah ho gaye uskii ankhen dekh kar Ghalib,
Naa janay woh Aainaa kiasay dekhte hogey ...!

Unkay dekhnay say jo aa jaati hai muh par raunaqq,
Woh samajhatey hai ki bimaar ka haal achcha hai ...

Dil say terey nigaah jigarr tak utarr gaye,
Dono ko eik adaa mein razaamand karr gaye ...
dont f

Free Traffic Exchange