Do Lafzon Ki Hai Dil Ki Kahaani
Yaa Hai Mohabbat Yaa Hai Jawaani
Do Lafzon Ki Hai Dil Ki Kahaani
Yaa Hai Mohabbat Yaa Hai Jawaani
Dil Ki Baato Ka Matlab Na Pucho
Kuch Aur Humse Bas Ab Na Pucho
Dil Ki Baato Ka Matlab Na Pucho
Kuch Aur Humase Bas Ab Na Pucho
Ye Kashtiwaala Kya Gaa Raha Tha
Koi Ise Bhi Yaad Aa Raha Tha
Ye Kashtiwaala Kyaa Gaa Rahaa Tha
Koi Ise Bhi Yaad Aa Raha Tha
Kisse Puraane Yaade Puraani
Yaa Hain Mohabbat Yaa Hain Jawaani
Is Zindagi Ke Din Kitne Kam Hai
Kitni Hai Kushiyaan Aur Kitne Gum Hai
Is Zindagi Ke Din Kitne Kam Hai
Kitni Hai Kushiyaan Aur Kitne Gum Hai
Lag Jaa Gale Se Rut Hai Suhaani
Yaa Hai Mohabbat Yaa Hai Jawaani
Do Lafzon Ki Hai Dil Ki Kahaani
Yaa Hai Mohabbat Yaa Hai Jawaani
Sanchit new pro