Noori Mehfil Pe Chadar- Siddique Ismail

2016-12-05 75

FOLLOW FOR MORE: http://www.dailymotion.com/friendszone246
Follow Our Social Network
Facebook : https://www.facebook.com/Friendszone-279131949155348/
Twitter : https://twitter.com/friendszone246
--------------------------------------------------------------------------------------
Lyrics : Noori Mehfil Pe chadar tani Noor Ki, Noor phela huwa aaj ki Raat hai
Chandni mein hai doobay huwe do jahan, Kon Jalwa Numa aaj ki Raat hai
Farsh par dhoom hai Arsh par dhoom hai, badnaseebi hai uski jo mehroom hai
Phir milaygi yeh shab kisko maloom hai, Aam Lutfe Khuda aaj ki Raat hai
Abray Rehmat hai Mehfil pay chaye huwe, Asmaan se Malaik hai Aaye Huway
Khud Muhammad (SAW) hain tashreef laye huwe, kaisi Ronaq Fiza Aaj ki Raat hai
Khoob honay do ashkon ki barsat ko, do salami Muhammad (SAW) Ki BaRaat Ko
Choomlo choomlo aaj ki Raat ko, Shab Qadr ke gumaan aaj ki Raat hai
Manglo manglo chashme tar manglo, darde dil aur husne nazar manglo
Kamli Walay Ki Nagri Mein Ghar manglo, Mangnay ka maza aaj ki Raat hai
Momino aaj ganjay saqa loot lo, lootlo aye Mareezo shifa lootlo
Asiyo Rehmate Mustafa (SAW) lootlo, Baabe Rehmat Khula aaj ki Raat hai
Waqt laaye Khuda sab Madinay chalein, Lootnay Rehmatoun ke Qazeenay chalein
Sabki Manzil ki janib Safeenay chalein, Meri Saim Dua Aaj Ki Raat Hai

*******************************************************
Hazrat Jibrail [Alayh Salam] once came to Prophet Muhammad صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم and said "Allah Almighty has given me the knowledge to count every leaf on earth, every fish in the sea, every star in the sky and every particle of sand on earth, but there's only one thing I cant count." Prophet Muhammad (PBUH) asked "What is it?", Jibrail(A.S) replied, "When one of Your (PBUH) )Ummati recites Durood or Salaams to You (PBUH), the blessings Allah Almighty showers upon him become impossible for me to count." SubhanAllah


Sayyiduna Abu Dardah ( Razi Allahu Ta'ala Anhu ) reported: the Holy Prophet (Sallal Laahu Alaihi Wasallam) said, "Whoever recites durood on Me in the morning
ten times and in the evening ten times, for him shall be My intercession on the day of Qiyamah."

"By Him in whose Hands My life is, none of you will have faith till he loves Me more than his father and children."
-- Prophet Muhammad (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ), narrated by Abu Huraira (RaziAllahu Anhu)
اللهم صلي وسلم علي سيدنا محمد

صلى الله على سيدنا محمد و على آله و صحبه أجمعين