Bollywood's Heroes We Loved As Villains !

2016-07-03 43

Bollywood's Heroes We Loved As Villains !

General Dong unke mahatvpurn kiradr hai..Shakti Kapoor jab Delhi se Mumbai aaye the tab uhe bht struggle karna pada,saal 1980 mei aayi film Kurbani se unhe ek villain ke rup mei khyati mili..aur Rocky film ne unh eek safal villain ke rup mei sthapit kar diya tha..lekin baad mei wo ek famous comedian bhi ban gaye..Actor Pran ne shuru mei filmon mei kaam hero ke taur kit hi lekin Bharat Pakistan ke badwaren ke waqt wo Lahore mei reh gaye..phir aarthik tangi ke karan unhe majburan Mumbai lautna pada,lekin apni khanakdar aawaz ke karan wo Bollywood ke villain ban gaye..Film Shahid mei actor Prem Chopra ek actor ke taur par kaam shuru kiya tha lekin ‘wah Kaun Thi’ mei Villain ka role nibhane ke baad wo hamesha ke liye Btown ke villain hi ban gaye..Badman yani Gulshan Grover hero banne ke sapne se aaye the lekin kismet ne unh eek villain bana diya..Gushan Grover ne zyadatar apni filmon mei negative kirdar hi nibhaya hai isliye unhe Badman ka tag mil gaya..Rocky, Yes Boss, MOhra, ram Lakhan aur Raja babu unki mekhya filmen hai..Sadashiv Amrapurkar ne 21 saal ki umra mei theatre ka rukh kar liya tha, jiske baad wo Marathi filmon mei kaam karne lage..aur film Ardhsatya se unhone villain ke kirdar ko nibhana sharu kar diya jiske baad unki pehchan ek villain ke rup mie hone lagi..Saal 1984 mei Mahesh bhatt ki aayi film Saaransh ne abhineta Anupam Kher ko ek actor ke taur par pehchan dilayi thi..lekin film Karma ke baad wo ek villain ban gaye..

Watch The Video To Know More!!

SUBSCRIBE To BollywoodEverywhere-
► https://goo.gl/1wOHB8

Stay Connected With Us On:
Website: http://studiozidrream.com/

Free Traffic Exchange