نےء دنوں کی مسافتوں کو اجالنا ہے
Nae dinon ki musaafaton ko ujaalna hai, ujaalna hai
wafa se aasooda saaton ko sambhaalna hai, sambhaalna hai
ummeed-e-subh-e-jamaal rakhna, khayal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna

yeh dhoop is ki, yeh chaaon is ki, hamaari daulat, hamaari daulat
yeh khaak-e-paak is ki apni izzat hai apni azmat, hai apni azmat
naey dinon ki musaafaton ko ujaalna hai, ujaalna hai
wafa se aasooda saaton ko sambhaalna hai, sambhaalna hai
ummeed-e-subh-e-jamaal rakhna, khayal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna
waqaar is ka kabhi na kam ho, kabhi na kam ho, kabhi na kam ho
yeh sabz parcham tamaam aalam mein mohtaram ho, han mohtaram ho
naey dinon ki musaafaton ko ujaalna hai, ujaalna hai
wafa se aasooda saaton ko sambhaalna hai, sambhaalna hai
ummeed-e-subh-e-jamaal rakhna, khayal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna
khayaal rakhna, khayaal rakhna, khayaal rakhna
watan se ham hain, watan hai ham se, khayaal rakhna, khayal rakhna
chalo mila kar qadam qadam se, khayaal rakhna, khayal rakhna