Ziyada Pani Peene Ke Fawaids

2015-08-07 1

Visit http://www.islamiwazaif.com
or
http://www.aurado-wazaif.blogspot.com
Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees Sharif, Masnoon Duain, Durood Sharif, complete Quran Pak with Urdu Translation, complete Quran Pak With English Translation, health tips, beauty tips, ghareloo totkay, fruit benefits and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.



Facebook Page: http://www.facebook.com/islamiwazaifurdu
Twitter: https://twitter.com/iftikharalamsbg
Google+: https://plus.google.com/116083544705757703790


Pani ka ziyada istamal achi sehat ke sath memory tez karne mein bhi madad deta hai. America mein pani ke fawaid par ki jane wali research ke mutabiq pani ka zaid istamal sirf skin ki taro tazgi or shadabi ka zamin nahi balkay is se zehan bhi tez hota hai, pani insani zehni o jismani nasho numa mein kaleedi hesiyat ka hamil hai.

Expert ka kehna hai k insani dimagh ka 60% hissa pani se bana huwa hai, is liye pani ka ziyada istamal zehan ko tawana rakhne mein bhi important kirdar ada karta hai.

Ziyada pani peene se jism namkiyat ki kami nahi hoti or zehni kamzoriyo si bhi nijat milti hai.

Pani peene ke Islami tareeka se mojood scientific research ne bhi ittifaq kiya hai. Pani beth kar piya jaye to jism ki hajat ke mutabiq pani jism mein jata hai. Jabka kharay ho kar peene se jism ki zarooriyat se zaaid pani body mein jata hai.

Free Traffic Exchange