Disadvantages Of Oily Foods

2015-03-04 2

Visit http://www.islamiwazaif.com
or
http://www.aurado-wazaif.blogspot.com
Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees Sharif, Masnoon Duain, Durood Sharif, complete Quran Pak with Urdu Translation, complete Quran Pak With English Translation, health tips, beauty tips, ghareloo totkay, fruit benefits and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.



Facebook Page: http://www.facebook.com/islamiwazaifurdu
Twitter: https://twitter.com/iftikharalamsbg
Google+: https://plus.google.com/116083544705757703790

Ziyada tali hui or bhuni hui ashya ka istamal alzheimer jesay marz ka bai's banta hai. Tibbi mahireen ki theqeeq ke mutabiq ziyada temperature par pakaye jane wale khano mein aesay ajza paye jatay hein jo alzheimer ka bai's bantay hein.

Alzheimer ke marz mein dimaghi khalye mutasir hone se memory or aesaab par negative impact parta hai.

Mahireen ka kehna hai k agar gosht ko high temperature par tala ya bhuna jaye to is mein alzheimer ka bai's bannay wale juzz ki miqdar kafi had tak barh jati ha.

1 tehqeeq se bhi ye baat samnay aai hai k aesay tamam khane jin mein salt ki bari miqdar istamal ki jati hai wo dimaghi sehat ko bhi mutasir kartay hein or is se sochnay or samajhnay ki salahiyat par bhi asar parta hai.