Imam ke Piche Qirat Na Karna | Abu Zaid Be Zameer ko Mukhtasar Jawab
Gair Muqallideen Imam Peeche bhi Qirat karne ke qail hai aur isko zaruri samjhte hai.. apne mauqaf ki purzor tableeg ke sath apne su muttafiq na hone wali ki pur zor tardeed bhi karte hai..
Apne mauqaf ke sabut me Bukhari se ek rivayat pesh karte hai jo fatiha ka namaz me zaruri hona sabit hota hai par muqtadi ka padhna sabit nahi hota... aur sath hum par ye ilzam hota hai ke humari bajamaat namaz me fatiha nahi hai halanke bechare jaante nahi ke humare yaha sirf muqtadi chup rehta hai imam to padhta hai fatiha.. aur isi wajah se muqtadi ko chup rehne ka hukm hai.
to suniye aap mukhtasar jawab video me.
wall posters on such masail in high resolution:
http://ahnafmedia.com/wall-posters
visit our website:
https://www.ahlesunnatwaljamaat.in
like us on Facebook :
https://www.facebook.com/ahlesunnatwaljamaat.in