adil khan - akyly hi chalna hai tujhe

2014-11-10 67

kyon rota hai,
kyon sisakta hai tu,
kon hai tera.
jo iss shehar main bhatakta hai tu.

khud girna hai tujhe
aur khud hi sambhalna hai tujhe
akyla hai tu
aur akyly hi chalna hai tuhje.

mat soch ki kuch hai chooth gya
mat soch ki dil hai toot gya
har ada pe zindegee ki
machal na hai tujhe

tu akyla hai
aur akyla hi chalna hai tujhe

adil khan

http://www.poemhunter.com/poem/akyly-hi-chalna-hai-tujhe/