Main Ritu Hun
Mera anaa Janaa Nishchit Hai
Main Har Pal Saath Nibhati Hun
Main har Ghadi har Pal ka Ehsaass Dilati hun
Bundo ki khushbu
Jal ka MAhatva
Manvata Ka Satya
Vayu ka Aastitva
MerI pahchan hai
Mai Ritu Hun
Main Har Ritu Ke Aagman ki Aguwai karti hun
Grishma Ritu sabhi ko Apne aane Ka Bhav Prakat karti hai
Varsha Ritu Apne aate hai bhutal ko Mahaka JAti hai
Hemanta Ritu Apne Mohak Rup me sabko Deewana bana jati hai
Shishira Ritu Hemanta Ritu Ke bidai me apne bhavo ko Vyakt Karti hai
Basant Ritu Phulo Ke khilane ka Aahwaan Karti hai
Sharad Ritu Sabhi Ko aapne aur Ekatra Karti hai
Main Ritu Hun
Mera anaa Janaa Nishchit Hai
*Please Remember*
*All of my poems are copy righted. Do not copy them and claim them as your own. If you want a copy of the poem please ask for permission before you copy it.*
Ritu Rai God has a plan for the seasons.
http://www.poemhunter.com/poem/9575-9572-9575-main-2315-2340-2369-hoon-9575-9572-9575/