Chalo zindagi se kuch gila karte hain
mere dil me gam ke phool kyon khila karte hain
koi ek hissa zad me aaye to koi bat nahin
magar zism ki buniyad kyan hila karte hain
wo gayi to jhamele sath lekar kyon na gayi
uski yadon ke nanhe bachche kyon pala karte hain
raste solon ke, hain kinaron me jaljale aaye
jaye bhi to kaha aag pe chala karte hain
es jami, n pe wafa karke wafa ki ummid na kar
ulfat me faqat gam hi mila karte hain
sanjay kumar maurya
http://www.poemhunter.com/poem/chalo-zindagi-se-kuch-gila-karte-hain/