Kabhi yun bhi aa meri aankh mein
Ke meri nazar ko khabar na ho
Kabhi yun bhi aa meri aankh mein
Ke meri nazar ko khabar na ho
Mujhe ek raat nawaz de
Mujhe ek raat nawaz de
Magar us ke baad saher na ho
Kabhi yun bhi aa meri aankh mein
Ke meri nazar ko khabar na ho
Mujhe yeh shifat bhi ata kare
Who bada nahi who karim hai
Mujhe yeh shifat bhi ata kare
Tujhe bhulne ki dua karo
Tujhe bhulne ki dua karo
To dua me meri asar na ho
Kabhi yun bhi aa meri aankh mein
Ke meri nazar ko khabar na ho
Kabhi din dhup me zhum ke
Kabhi shab ke phul ko chum ke
Kabhi din dhup me zhum ke
Kabhi shab ke phul ko chum ke
Yuh hi saath saath chale sada
Kabhi khatm aapna safar na ho...(Tanhaiii)