Aaj ek naya
Chaand jo mila
Ek naya chaandnee
jagaane lagee
Dil ne kaha
Meine suna
Us pyaar ka raag.
Kyon muje itna
Sataate ho
Kyon mujkho itna
Rulate ho
Thumhare yaadein
Din raat jagaate ho
Aisa kya kiya hai maine
Mere jindagee mein
Kee aisa aansoo
Bahaate rahun
Shaayad who
pehele kee nadiyan
Nadiyan jo sookhkar
Abhi behenekee
Chahat mein lagee hai
Mera pyaar-
Mera pyaar kya keheta hai
Whohee jo dil ko rubaata hai
Whohee jo sab kehete hain
Lekin hum
naaaaaa uskee tarah kehete
Kee ye tho anjnabi hai
Who thaaa ajnabi
Who thaa ajnabi
Jab ham chupeke se milte thay
Lekin ab ban gayee
who mehekokee guldaasthey.
Tum shabnam ka phul ho
Tum idd ka chaand ho
Tum mere lilya
har khushee ka jawab ho
Mat rulao muje sajan
Mat sataao muje sanam
Har kadam mein tumhare paas
Har kadam mein tumhareeeeeeee heeeee paas
This is a masterpiece of a master...who happens to be my guru in poetry.......
anurag duggal
http://www.poemhunter.com/poem/chaand-ne-kaha/