Sab Say Pehlay Loh-e-Mehfooz May Kiya Likha Gaya

2013-11-05 26

Sab Say Pehlay Loh-e-Mehfooz May Kiya Likha Gaya
Hazrat Syedna Ibn-e-Abbas (R.A) ne farmaya: Allah Azzawojal ne sab se pehli cheez Loh-e-Mehfooz mein ye likhi ke mein Allah hoo mere siwa koi ibadat ka mustahiq nahi! Mohammad (Peace Be Upon Him) mere Rasool hein. Jis ne Mere faislay ko tasleem kar liya or Meri nazil ki hui museebat par sabar kiya or Meri naimaton ka shukar ada kiya to Mein ne us ko Siddique likha ha or us ko Siddiqeen ke sath uthaoonga or jis ne Mere faislay ko tasleem nahi kiya or Meri nazil ki hui museebat par sabar nahi kya or meri naimation ka shukar ada nahi kiya wo Mere siwa jise chahe apna mabood bana le.

Visit http://www.islamiwazaif.com

Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees Sharif, Masnoon Duain, Durood Sharif, complete Quran Pak with Urdu and English Translation, health tips, beauty tips, ghareloo totkay, fruit benefits, vegetable benefits and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.

Facebook Page: http://www.facebook.com/islamiwazaifurdu
Twitter: https://twitter.com/iftikharalamsbg
Google+: https://plus.google.com/116083544705757703790